Pet ki gas ke hone ka mukhya Karan kya hai. Maharaja Jana bahut Jaruri. Tabhi Ham iska Ilaaj kar Payenge.
Pet Mein gas hone ka Karan sahi se bhojan ka na pachna hai, Samay Sar bhojan Na Karna. jisse Kai Prakar Ki Bimari Ho Jaate Ha. Jisse se antrya kharab ho jata hai. aur kabj Ki Bimari Ho Jaati hai.
Isase Hamare Sharir ko Kai Prakar ke nuksan Hote Hain
.
Jaise ke..
1. Jaise Hamare pachan Tantra ka kam Na Karna.
2.Hamare body mein blood ki Kami.
3. Body ko vitamin ki Kami.
4.Khanpaan na Lagna. Hamari .
5.body Mein Pani ki Kami.
6. Pet main pen hona.
7.blood pressure badna aur kam hona.
8. Skin allergy hona.
9. Khana Dekh Kar ji machalana aur pet bara bara Rahana.
10. Mal mutra tyagne mein diktat.
Iska Ilaaj
1.Subah Khali pet Pani Piye.
2. Khane Mein ajwain ka prayog Karen.
3. Adhik masaledar bhojan se parhez Karen.
4. Samay per bhojan करें
5. Black tea main Nimbu ka ras dalkar Pia.
6. Raat ko ek Cup Pani Mein ajwain Khali pet Piye, jisse Hamari badhajmi khatm ho jayegi aur pet Mein gas Banna band ho jayegi.
8. Khana khane ke bad aMurud ki pattiy ka Sevan Karen jisse bhojan sahi se Pich Jaaye. Aur gas na bane.

0 टिप्पणियाँ